
yaad agar aaye to kya karu,yaad dil se na jaye to kya karu.Kah do unhe hum karenge intezaar antim saans ki,agar wo pahle na aaye to kya karu.Kaha fakra hai puri zindagi ki,par wo ek lamha bhi na laye to kya karu.mushkil badi hai dil ko samjhane ki ,dil na mane to kya karu.yaad agar aaye to kya karu,yaad dil se na jaye to kya karu........
No comments:
Post a Comment